Meenaji Case No 28
Meenaji Case No 28
Meenaji Case No 28
CASE NO...28
FEMALE
DOB..11OCT1984
TOB..7:18AM
POB..CALCUTTA(KOLKATA)
General information
3. Sawala complexion h.. duble patle body ki h lekin har kaam mein active h
Case 28 | option 1
dasha : surya/guru
antardasha swami guru:
1) swarashi hai.
2) navmansh mein uchh rashi mein hai
3) saptam bhav par dristi hai
4) chandra par dristi hai
5) saptamesh k saath yuti hai
swarashi guru ki saptamesh se yuti, saptambhav par dristi aur chandra par
dristi yeh sanket de raha hai ki jatika ki engagement hui hogi......
ek experiment karna chahunga prashna se:question post hone ka samay 18:00, delhi ka hai...
kundli ka lagnesh saptam bhav mein hai aur saptamesh aur chaturthesh
ekadash bhav mein uchh ka hai...
prashan se saptam bhav se related event hone k sanket mil rahe hain
prashan se analysis karke sirf experiment kar raha hun
atish ji By
By shalenderji
Case no 28 ,option 3,
promotion in job
Promotion ke liye
2h,11h,lagna,10h,10th karak me,& dhan karak jup,9h,job 6h
In d1
resignation
Gochar
2h & 11L or 10th karak active by double gochar sa & jup
Sa -in 12 h,aspect 6h,2h & 9h with 9L me &11L su( natal)
Jup-in 6h aspect 10,12,&2h or 9L me &11 L su(natal)
Karak of 10 h me-same degree of. Lagnesh ve 25.11(natal)
Ve -in lagna with LL ve & aspect 10L moon
MdL su-in 3h with dhan karak jup
PdL me-in 2h
Presented by manoj
CHAR DASHA :-- maker /singh :- maker parivertan ki dasha hai or singh bhi
uttar/chdhav ki.
Singh main 7th padd hai or maker main dasham padd. Singh se eleventh
house per AMK
Budh or BK surya ki drishti hai. AmK or BK dono
Dashanath bhi hai or 3/7/11 bhav ko darshate hai. Singh se 2nd H main
stith Bk/AMK ki drishtj maker se 3rd H per bhi hai Singh
Se 11ve or maker se 3rd H per GK /pk mangl or guru ki drishti hai
GOCHER ;- lagn se 2nd. h main stith AMK
Budh ki drishti maker se 7th H per BK surya or GK mangl ki drishti maker se
3rd or
Singh se eleventh H per Ye sari stithiyan job maiin promotion ki orr ishara
ker rhi perteet hoti hai. Thanx
By kulvinder ji
Case 28
Dasha .... Su/Ju/Me/Sa/Ke
My option is 2......job se resignation.
Rah is on natal 7L mars, sat on natal 11L sun, jup asp natal 11L sun
Double transit on 2,6,12H, 11L sun, 9/12L mer
All conditions fulfilled, I go with option 3.
Transiting Vim MDN 11L sun is nearest in degrees to natal lagna showing
gains.
Transiting yogini MDN rahu is closest to natal 2/7 L mars and 10L moon
justifying further the promotion.
By r .k.dhawan
case:-28 meena ji
option :- 3
dasha :- surya-guru-budh
surya 11L hokr 9aur 12L budh le sath 12H me h....
d-9 me surya 6 house me budh-ketu ke sath pidit hai..
d-10 me surya budh ke sath hi 11H me hai ..
guru 3h me 2L aur 7L ke sath baitha hai aur ucch ke shani se drisht hai...
d-9 me guru uchh hokr mangal nech ke sath hai yaha mangal ka nech bhang
ho rha hai...
d-10 me guru 2h me aur mars lgan me parivartan yogkarak hokr baitha hai...
budh surya ke sath sabandh bnaye hue hai..
yaha 10 house se 6L aur lgn se 6L guru ka 10 lord aur 7h ko parbhavit krna
thoda sangrsh ke sath padhuntti dikhata hai...
gochar me bhi:- ad lord guru ka 10h aur 11L par parbhao aise hi dikhata
hai...
lgn kundli me uchh ke baithe rahu ka 3 house 7L mangal ke sath gochar aur
4L shani ka 12 h me gochar padh unnti ke sath sthan parivartan bhi dikha
rha hai...
char dasha:- m
akar- leo
antar dasha se 2h me amk aur bk baithe hai jo pk aur gk se drisht hai... leo
rashi ke dasha ko pdh parpti ki dasha ke anukul mana jata hai...
yaha d-9 me shani ke neech rashi me jane ke karan jatak ko promotion ke
baad job me uneasy feel hua hoga aisa lg rha kyoki ka aane wali dasa me
shani ka antar b aane wala tha aur char dasa makar-leo 6-8 ka sbandh bn rha
hai...
By mukesh
Case29/option3
Dasha sun/jup/sat
Sun 11l hokr 12hs me uch k 9l budh k sath,,jup 3+6l (prakrm+job) hokr
swrashi k 3hs me,,trikonesh 5l sat ll ven k sath lagn me acha sambndh bna
rhe hai,,shni or guru ki drishti 10hs+10l moon pr....
Gochar...
11l surye ka gochar 3hs me adl guru pr drishti 9hs pr,,guru ka gochar
6hs(job)me drishti 10hs +11lsun +2hs dhn bhav pr,,pdl shni ka gochar 11l
sun+9l mer pr drishti sambndh dhn bhav se +6hs+9hs se,,guru shni ka
double gochar 6hs +9l+11l pr,,ll ven ka gochar ven pr 10l moon k
sath ,,1/3/6/9/11/2 hs/l ka sambndh job me promotion dikhata hai..
Thnx
2nd method ashtkverg...
Sun/jup/sat
Gochar me 11l surye dhnu me 3point k sath surye ki kaksha se niklte hue,,
Guru meen me 6 point k sath bhut hi ache hai or pdl sat ki kaksha se nikal
rhe hai,,pdl shni kanya me 4 point k sath 10l moon ki kaksha se niklte hue
jha sbne 1 point diya hai..isliye ye dasha gochar job me permotion dikha rha
haiSorry frndzz pd mer ki hai..
Gochar me 9l mer dhn bhav me hai jis pr guru shni double gochar ki drishti
hai..
Ashtkverg me budh vrishchik me 6 point k sath 10l moon ki kasha se nikl rha
ha jha 1 point mile hai..thnx nd sorry again
By sonia sharm
Case no. 28
Ans: Option 3
Q: What event on 30.12.2010?
Analysis:
1. Engagement/shadi ke promises , dasha n gochar
2. Nakri/ karma ke promises, promotional chances, dash n ups n downs in
gochar
Shadi ke parameters:
1. L n LL
a. 7h n 7L
d. 2, 3,4 hs n Lrds
b. Venus , jup
c. 12h n 12L
En sab ka subh relation, dasa v gochar mein bhi activate, rahu dasha also
But engagement ke liye 1, 5 7 ka relationship dash se
D1:
L. Tula (nar rashi) rashibali- 60 sastiyansh, LL Lagan mein, uchch ka sat mitr
rashi me, shubh grah moon (10L) ki drishti ...(+++)
2 PANCH MAHAPURUSH YOG - MALAVAY V SASH ( Ln v Moon se) (++)
D9: D1 ka LL D9 mein (3h) ucch ke moon (5h) ke sath savrashisth (+)
D9 ka lgn papkartri, LL guru uchch ka neech bhang karta hua 5h mein (+)
D1:
7h & 7L :
OM
Case no..(28)
Option.....(3)
Promotion in job...
Service me promotion ke liye dasha ka relation ...
L/LL(jatak)..10H/10L.....
(Profession)..7H (pad prapti)..2&11( dhanyog)
Se bananaa chahiye...
Sun jup mer.
Sun...11L...is in 12 H with
PDL mer..(9&12L).....both are in mars nak..(bhavat bhavam lord)....mars
asp.10H......sun & mer forming a dhanyog....
Jup...3L(prakram) & 6L(competition)...is in 3H ..aspect 10L moon ...jup..ketu
ke nak. me hai and ketu aspect 10H from 2H...
Jup..aspect 11 H (dhan karak)D/9...sun & mer in 6H (9H from..10H)...with
ketu ...ketu aspect 10H..
Jup is LL&10L aspect lagnaD/10... Sun & mer...in 11 H
Jup..again here..LL &10L...in 2H and aspect ..
6H 8H and 10HYogini dasha..
Rahu sat jup.
Rahu...aspect karak sun and mer...
Sat....in lagna .aspect 10L moon and 10H also
Jup...aspect 10L moonGochar...
Sun . 3H me LL ven ke nak.me gochar kar rahe hai...ven ka gochar 10L moon
ke sath lagna me hai
Jup...in 6H aspect..10H
Mer..in 2H ..aspect natal
10L moon .. From retro.position...
By reena
OM
Jai Mata Di
Case 28, Meena ji
Dasa : Surya/Guru/Budh
Option : (1)
Engagement hui hog !
LL/8L Sukra Yog karak uunch k Sani k sath Lagan me stith h
L/LL Sukra dono papktri me h
D1: MDN Surya 11L hokr 9L/12L uunch k Budh k sath Sayyia sukh me h jispr
8H se RAHU ki Pancham dristi h, rahu ki kutamb bhav 2H pr bhi dristi h..
5L Sani ka Lagan/LL,
7H/7L, 8L Sukra v 3L/6L Guru k sath bn raha h..
ADN Guru 7H/7L se dristi/yuti sambandh bna raha h
Guru iss kundli k liye 3L/6L hokr 3H me Mangal se pidit h.. So Guru Subh
hona chaiye..
PDN Budh 9L/12L hokr sayyia sukh me 8H se Rahu k prbhav me h
1/5/7/8 ka sambandh tatha 2L/7L Mangal ka 3H me Jana courage dikha rha h
jaise bhi ho maano sadi krke rahega...
D9 me MDN surya PDN Budh k sath fir Sayyia sukh se Rahu k prbhav me h..
Guru D9 me LL hokr uunch k Pancham bhav kutamb k Swami Mangal k sath
trikon me yog karak h
Gochar me:
Sayyia Sukh (12H) v Kutamb bhav (2H) Guru v Sani k prbhav me h..
10H me Vivah Saham pr Guru v 7L Mangal ki dristi h..
Rahu ka 7H/7L,
Saptam pad (11H me) pr dristi Vivah krane me saksham h
Case 28
Option 3) Promotion in job
date of event; 30/12/2010
(1) Vimshottari dasha of Su/Ju/Me
Sun having ownership of 11th house, placed with 9th lord Mercury creates
Dhan Yog.
Mercury here is 12th lord also and this conjunction of Sun and Mercury is also
in 12th house.
Case 28
11Oct 1984
Option 2
07:18 AM
Calcutta WB
-11 12 912
36 3 27
10 (37) 11 (32)
promotion
D 10 D1 6 6 competition
8
Option 2
By saraos
CASE NO...28
FEMALE
DOB..11OCT1984
TOB..7:18AM
POB..CALCUTTA
2.job se resignation
3.promotion in job
!
:-- / /
:-- 12th , (2rd & 7th ) 3rd 3rd L
;- 3rd & 6ed L ,
9& 11
12th
2nd
, , 3, 7, & 10
:-- 9 & 12th 12 th
:--
9
1
9 9 12 th 1
9
:---
, ,
12
..... 3,7, 12
12
1 engagement
2009 .....
9
.... 7
????
9 (10 12)
12 th 7th 12th
.... 12th ....
4 ... 6
9 3 , 4
8 , , , 3 ,
2 ,
4 10
( ) ,
12
KP 10, 11 6 9
2 7 1
1
By anil gupta
Case 28
Option 3
2
Option 1 3
bcp supporting tool ,
,
2
30.12.2010 26 27
confusion
,
BCP job
MDL PDL 12 ADL
engagement
12 active
3
.. type
spelling
By vishwas sharma
Case 28
Option 1
Vim Dasha: sury/guru/budh
Sury: 12h me mangal k nak me mangal 2/7l..budh k sath budh 9/12l aur rahu
se drisht
Guru: 3/6l ketu k nakshatr me ketu 2h me..guru 3h me mangal k sath mangal
2/7l..drishti 7/9/11h par
Budh: 12h me 11L sury k sath mangal k nakshatr me mangal 2/7 lord
Teno dashaon ka samndh 2/7/12h aur unke lord se bn rha hai.
Gochar: guru shani k dbl gochar 2h aur 12 h bn rha. Budh v ho kar ktumb
bhav aur 7h ko drisht kar rahe . Shukar ki 7h par drishti rahu ki drishti bhi
7/9/11h par . Sury 7l mangal k sath hai.
So my option is 1 engagement hue hogi.
Yogini dasha: rahu/shani/guru
Rahu: 8h me karak shukar ki rashi me drishti 12/2/4h par gochar me 3h me
7l mangal k sath drishti 7/9/11h
Shani: 4/5l hokar lagan me karak shukar k sath drishti 7l mangal par aur 7h
par gochar me 12h me drishti 2/6/9h par
Guru: 3/6l .. 3h me 7/2l mangal k sath drishti 7/9/11h par gochar me 6h me
drishti 10/12/2h par
Yahan b 2/7/12 h aur lord activate ho rahe.
By seema arora
Case 28
My option (3)
.....1,2,6,9,10,11 house/ lord
. MD.....
....
11L 12h 6h Activat ...6h completion , 10h
compition promotion ..!
AD. . ...3L 3h / / 11h ...!
/ ...( ) .. !
PD..... ... / 12h
..
...!
MDL ..!
...... ... 10L ...!
D9.
MD... 6L 6h ...!
AD.... .... /
9/11/ ...!
PD....... .. 6h
...!
.. ... 3h ...!
D10 ....
D10 ....
6L 11h .. ...!
AD.... .. 10L ...!
...4/7L 11h /
..!
.. 10L 4h. 10h .... !
.. MDL....
11L 3h. ...!
AD.. 3/6L 6h 10/12/ ...!
PDL... .... 2h ... !
S D L ... 10L ( )
...!
: (3) ...!
By busy
Case 28
Option 2 ..... job resignation
Dasha sun jup mer
Tula lagan ke liye surya labh sthan ka swami hai lekin badhkesh bhi hai 12th
mein 9th L mer ke saath hai aur 6th h Ko dekhta hai.....
Ad bhi 3&6 L jup ki hai Jo 7 9 &11 h Ko drisht karta hai aur 2&8 L mars ke
sath hai ...shubh prabhav dikhai nahi deta...
Jup 6th L hokar dashmesh moon ko dekhta hai to sambhavna dikhai deti hai
ki job se resignation hua ho..
D9 mein bhi mdl sun 6th mein rahu ketu axis mein hai...
Adl jup 10th L hai aur d1 ki dasham rashi mein ....
10th se 8th mein....
Yogini Dasha... rahu sat jup
Rahu 8th mein uska rashish apne se 6th mein.. Lagan mein yogkarak sat ke
saath dashmesh moon ko lagan se dekhta hai ....yha sat adl hokar uchch
rashi mein hai par d9 mein neech ka hai ..strong nahi hai
Pdl jup bhi 6 the L hokar dashmesh moon KO dekhta hai ...Dasha ka
connection 6&8 se hone ke karan option 2 dikhai deta hai...
Gochar....shani guru ka double gochar 2 6 12 Ko activate kar rha hai ...
9th L mer ka 2nd par ketu par transit ...ketu ka 9th h par transit..
6&12 h ka activate hona shubh ghatna nahi dikhai deti...
Moon se bhi 6 8 12 bhav activate hai ...job se resignation ho Sakta hai
Thnx....
By poonaam
option - 3
dash thi sun-jup ki sun 11 l hoker 12lord ke sath 12 mai he betha hai aise
mai is samye koi laabh ki sambhavanadikhai dete hai . sun ko mahadasha
nath ban le to dasha se labh prapti dikhete hai or transit mai sixth or twelth
ka axis work mai badlav ko dikha reha hai.
char dasha 10-5 ki hone se jaatak ke jivan mai koi na koi badlav dikha reha
hai ore saath hi aatamkarak shukr 10 lord moon ke saathe dirishti sambandh
bana reha hai jo kaam mai acchi position ki baath ker reha hai
By rajrani
Case 28
Option 1 ..Engagement
1st method ..vim dasha
Dasha ..surya /guru/budh
Surya MD ..11 L prapti aur labh bhav ka swami ..7 L mangal ke nak * me .12
hs me ..9 L /12 L budh jo ki apni uch stithi me ..8 bhav ke Rahu se drisht
hai ..
Guru ..3 /6L guru ..(female kundli me pati ka karak ) swarashi ke 3 hs me 7 L
ke sath yuti me.. aur
7 /9/11 bhavo ko jo ki vivaah se sabnadhit shubh ghtna (sagai )ke leye apni
anterdash me apne phal dene me sakshsm hai .
Budh jo ki 9 L /12 L hoker .uch hoker
Labhesh surya ke sath yuti me ..dwadsh bhav me hai ..aur 7 L mangal ke hi
nak * me hai
2 nd method ..
Ashtak varg + Gocher
Gocher me surya ..7 L mangal aur Rahu ke sath ..mangal aur guru pr gocher
karke Shubh phal dayi hai ..
Ashatak varg me surya .3 points ke sath hai ..samnya se kam bal hai ..pr
apne apni me 1 bindu ke sath subh hai ..
Guru ..pancham bhav se (prem /emotions ) se gocher ke bad
meen rashi me..6 points ke sath bali hai aur .panchmesh shani ki me
gocher kar rhe hai jaha 1 bindu se shubh hai
Case no:28
Opt: 3
Promotion in job
MD SUN 11L in 12h making mudhadiya yog in kanya rashi uchh mer aspct 6
h.sun in 3h in gochr with7L mar.
N 10L moon gochr mein lagan mein ven LL key sath. D1mein bhi ven in lagan
n moon in 7h promotion ki taraf izshara apni dasha mein.
AD jup n sun 4-10 sambandh jup aspct 6h n gochr mein jup 6 h mein sthit 10
h ko drisht krrhey hai.
PD mer gochr mein 2h ssey 8 h ko drisht kr badlav darshtey hai ye resigh kr
promotion ki taraf ishara karta hai.
Vkundli ka muntheysh 10h mein job sambandhi event dikhata hai.
By goldy
Case 28
Option 1
Dasha su/ju/me
Vimshottari dasha
Md lord surya jatika k labhesh...shayan sukh bhav main..2l+7l mangal k
nkshtra main..uchch ke budh k sath..budh 9l+12l hai aur saptmesh k nkshtra
main hai..chandra se surya panchmesh bhi hai..
Ad lord guru 3h main hai..kutumb bhav aur saptmesh k sath...guru 7h/9h/11h
ko prabhavit kr rhe hai...aur yogkark uchch ke shani se lgn se drisht bhi hai..
Pd lord budh bhagyesh aur 12l hai..saptmesh k nkshtra main hai..shayan
sukh bhav main uchch ke hokr labhesh k sath hai...
Gochar main shani aur guru ka double gochar kutumb bhav pr...
Surya gochar main saptmesh k sath...bhagya sthan pr drishti..
Shukra ka shukra pr gochar samaan ansho main..saptm bhav pr drishti...
-----------Yogini dasha
Ra /sa/ ve
Rahu...rahu 8h main....rahu shukra ki rashi main..shukra ki lgn se 7h pr
drishti...
Case 28
My option (3)
Promotion ke liye hum..L .2,6,9,10,11 house/ lord
Dasha MD Su
11L hokar12h me Pd Me jo uche ke h .uske sath beth kar 6h ko Activat kar
raha h.6h ka L Ju 3rd H me Ma ke sath h jo 7th L h v 10H se 10th h.Six H
compition ka h
AD. Ju.3L hokar vaha se 7th 9th n11th H ko activate kar raha h.7th H hum
promotion ke liye 11th H vridhi ya unati ke liye n 9th H bhagya ka h. Tino me
conection prmo ka karan ho sakta h.
PD Me bhi 12th
H se 6th ko dekh raha h.
D9.
MD..Su 6L h me Pd Me ke sath h n Ll Ju 5th H me dhan n bhagya ke karak Ma
ke sath h.
PD Me Md Su ke sath n Ra ke axis me h.
D10
Md Su 6th L hokar 11 H me Pd Me ke sath h.Lagnesh n danesh ka exchange
h.Ju 2nd H se 10H ko activate kar raha h.
Gochar
Samye kam hone ke karan jamini ki pridiction tik se nai kar saki eske liye
chhama chahati hu. Age se samye ka dhyan rakhugi.
By meenakshi
FINAL UPDATE
CASE 28 MEENA JI 06/04/15
11/10/1984 07:18 KOLKATA(F)
What happend on 30 dec 2010
1. engagement hui hogi
2. job se resignation
3. promotion in job
vim+ varsh
2. Atish ji.
vim+ prashna
5. Mukesh ji.
vim+ char
6. Sonia ji.
vim+ashtak
7. Manju ji.
Vim+ yogini
8. Reena ji.
Vim+ yogini
9. Harveer ji.
Vim+ char
Vim+char+yogini
Vim+ yogini
Vim+ char
Vim+char
Vim+ varsh
Vim+ yogini
1. Sk Bhatt ji.
2. Atish ji.
3
1
3. Manoj ji.
4. Kulwinder ji.
5. Deepika ji.
3
2
6. Rk dhawan.
7. Mukesh ji.
8. Sonia ji.
9. Manju ji.
3
1
3
1
answer
JAI SHREE SHYAMJI
NAMASKAAR sabhi mitro ko ..
Prashna ka ottar janane ki liye sabhi mitra ootsuk rahte h ki kya parinaam
hoga....to ab hum dekhte h hamare pass teen option the..
But the correct ans is option ..
2...RESIGNATION ON 30dec2010..
Ab mein apko jatika ki poori jaankari deti hu. Jo aap is kun per laga kar dekh
sakte h.. jatika ki kai choti bade events h...jo mein apko date sahit deti hun...
PERSONALITY & NATURE
Jaisa ki maine bataya ki jatika duble patle body ki h. Complexion sawala
h..lekin har kaam mein active h..
Mehnati h..per gusse wali..
Eklauti bahu..sabka pyar pana...aur sabko kabu mein rakhna.....
Married life is good ..aur husband bahut sunder mila h...modern age ke
hisaab se bilkul sidha...
SIBLINGS
jatika ka ek bada bhai h aur ek choti bahan..ye beech ki h..
late marraige hui h..desh kaal patra ke hisab se..
EVENTS OF HER LIFE
1.jatika ne C.A complete kiya may 2009 mein..
2.first job as a consultant suru kiya 14 dec 2009 mein
3.first time marraige proposal aaya 24 july 2010 mein.
4.engagement confirmation hui 25 july 2010 mein.
5.ROKA huva9 aug 2010 mein...
6.Roka hone ke kuch samay baad hi jatika ka promotion ho gaya...as a
senior Associate on 28 sep 2010.
.7.shadi tay ho jane ki wajah se jatika ko job se resign karna pada on 30 dec
2010.
Kyunki shaadi ka saari purchasing aur kai kam jatika ko karne the waise bhi
marraige out of station fix hui thi..to job se resign karna hi tha...kunki ladka
bahar settle tha..
8.Engagwment on 21 jan 2011
Thode events aur h jo mwin aap logo ke sath share karna chahti
hun...continue..
THANKU FRIENDS
Ek baat mwin sabhi mitro sw kwhna chahungi ki option 2 is the right ans but
yadi hum dekhe to meri nazar mein sabhi winner hein kunki yadi aap dhyan
se dekhenge to paayenge ki sabhi event bilkul saath saath huwa h. To sabhi
winner h.. life mein jo oothal poothal hui wo jakar thami on 9 nov 2012 mein
after baby born...
THANKU FRIENDS