Sangeet Sandhya Anchoring
Sangeet Sandhya Anchoring
Sangeet Sandhya Anchoring
Hi,
Ganesh vandana se start kerte hai jisme aap teen betiya ya bahuo se dance kerva sakte hai.
2.
Khushiyo ki raat hogi ' jasna jara datt ke hoga
Meri bahan ki shaadi ,andaaz jara hatt ke hoga|
AAiye aapko hum hamaari puri family se milate hai waise tho aap sabhi se mil chuke hai lekin
ek modern introduction tho bantha hai.
Yahaan per koi bhi dance ya remix add ker sakte hai.
3.
Tho introduction shuru kerte hai dulheji aapke dada sasur aur sasuji se
Iske baad aap jo dance aanee wala hai uske baare main keh sakte hai jaise
S" se Suraj
S" se subah
S" se saaj
S" se sangeet
S" se swagat
S" se sukhi
Aur kismat ki baath dekhiye ki bhai ki " S" se yaani sushila [bhabi] se S se Sagai aur S se shaadi
ho gai. Phir kya tha ...
S" se saas
S" se sasur
S" se saala
S" se saali
S" se sasuraal
S" se sankat ho gaya yaar
5.
7.
Waise tho aapki bahuth saari saaliya hai lekin main tho ek hi hai, jise dekhker aap bahuth khush
ho rahe hai aur soch rahe hai ki saali tho aadhi gharwali hoti hai ,
lekin jayada khush math hoiye dulhejo kyuki hamari dulhan soch rahi hai
DEVAR THO AADHA WARR HOTHA HAI
Saaliji bahuth khush hoker naach rahi hai kyuki "DI" ke chale jaane se line ho jaayegi "Clear"
Aur chala jaayega "Fear
Kabja ho jaayega ab mera
Tere kamre pe tere kapdo pe
Raj karoogi pure ghar pe aur
Rok lag jaayegi hamaare jaghdo pe'
Sali is Beauty
Wife is Duty
Sali is Passion
Wife is Tension
Sali is cool
Wife is fool
Sali is Tuty fruity
Wife is Kismat futi
Sali is freshcake
Wife is Earth quake.
8.
Ab saale ka parichay
Jaise ki aap sub jaante hai ki
Waise tho saari khudai ek taraf
aur joru ka bhai ek taraf
Phi ek Dance......
9.
Dulhan ko bachpan se cartoon dekhne ka bahuth shauk hai shayad isiliye inke mummy papa jab
ladka dekhne gaye tho khub jaanch parakhker chun ke pasand kiye jisse ab dulhan jindagi bhar
cartoon ko miss na ker sake..
Aur jab dulhe ke maa papa ne ladki chuni tho unhe yaad aaya ki hamare bete ko bachpan se
bhuth preth ke serial pasand aate hai tho ab aap hi sochiye unhone kya dekher ladki ko chuna....
10.
Betiya sagai hone ke baad apne papa se puchthi hai -- papa kyu aapne apne beto ko apna naam
diya kyu apni beti ko kyu nahi.....
Bhai se puchthi hai--
Bhai bachpan se hum saath main khele saath main padhe , saath main khaye piye , masthi,
dhamaal kiya phir kyu mujhe is ghar se durr bhej rahe ho
Maa se puchthi hai--
Maa tune thoo mujhe janam diya , teri laadli hoo main maa , tere kaleje ka tukda hoo main maa
phir aap muje apne ghar se paraye ghar bhej rahi hai
Tub maa papa aur bhai kehte hai--
Beti ye tum kaisi baath ker rahi ho , Bachpan se teri shaadi ke sapne sanjoye the Ab tho wo
sapne pure kerne ke din aaye hai , hame jeevan ka sabse bada daan kerna hai jo hai
KANYADAAN .
Aur beta ye tho duniya ki reet hai ki beti ko apne ghar bhejna hee padtha hai beti tho parai
amanath hothi hai, Ek na ek din tho usee jaana hee padtha hai,
Aur tumhe tho ek nahi do do gharo ki maan maryada ko sambhalna hai
Ek nahoi do do maa papa ki Kul ki Ijjath ko bhadana hai
HUm bhi ro ro ker tumhe khush hoker aashirwaad ke saath vida kerna hai.............
11.
Game--
"Mr and Mrs Ilahabaad waale'" jub "Pratigya " ka "Pavitra Ristha" leker "Gulaal" chantthe hue
"Laaptaganj" pahunche tho unki "Bahanee" boli "Baba aiso var dhundo" ki "Tarak mehta bhi
apne chasma ulta kerke dekhe" "Tere liye" "Sathiya" yahaan "Main ghar ghar kheli" "Dance
India dance" main gai "Comedy circus" main bhi gai, aur tum..."Sajan re jhoot math bolo "Tere
mere sapne ek hoge tabhi tho "Hamari devraani " aayegi warna "Krishna ben khakkra wala"
khakra banate banate "Master chef India" main pahuch gaithi "C.I.D" bhi kuch nahi ker paayega
aur meri "Bidaai" rah jaayegi please ek baar keh do ki "Bath hamari pakki hai" warna mera
"Sasural gada phool" ki tarah "Papad pol' ki tarah "Jhalak dhikla ja" kehta rahega, aur Log
kahenge-----------hmmm-----"YE kya ristha kehlata hai"...
12.
Thaliyo ke liye
Jai jinendra.
Bye.