1144 1 PDF
1144 1 PDF
1144 1 PDF
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
FAIZAN-E-SULTAN BAHU
Ye Risala Shaykh-e-Tareeqat Ameer-e-Ahl-e-Sunnat Bani-e-
Dawat-e-Islami, Hazrat Allamah Maulana Abu Bilal Muhammad
Ilyas Attar Qaadiri Razavi
nay tahreer farmaya
hay, Majlis-e-Tarajim nay is ko Roman-Urdu may compose
kiya hay. Agar is mayn koi kami-bayshi payen to Majlis-e-
Tarajim ko aagah kar key Sawab kay haqdar baniye.
Majlis-e-Tarajim (Dawat-e-Islami)
Aalami Madani Markaz, Faizan-e-Madinah, Mahallah Saudagran,
Purani Sabzi Mandi, Bab-ul-Madinah, Karachi, Pakistan
UAN: +92-21-111-25-26-92 – Ext. 7213
Email: translation@dawateislami.net
www.dawateislami.net
ۡ ۡ ۡ
ٰ ٰ
ۡ ٰۡ ٰ ۡ ۡ
ۡ ۡ ٰ ۡ ٰ ۡ ( ٰ ۡ
!
$% ٰ
!
ۡ & '
"# $ % ) *# +ۡ
*,
# *)
َ ََ ۡ
ۡك َوان ۡ ُش َ ۡ َ َ ۡ َ ۡ َّ ُ ّٰ َ
حكمت ِ اللهم افتح علينا
ۡ ۡ َ َۡ َ َ َ َ َ ۡ َ َ ۡ َ َ
ِك َرام# ِل َوا%ال علينا رحتك يـا ذا
Tarjamah
Ay Allah ! " # hum per ‘Ilm-o-hikmat kay darwazay khol day aur
hum par apni rahmat nazil farma! Ay Azmat aur Buzurgi walay!
ii
www.dawateislami.net
Fehrist
FAIZAN-E-SULTAN BAHU
Durood Shareef ki Fazeelat............................................................. 1
Naam-o-nasab .................................................................................. 2
A’waan Kehlanay ki wajah.............................................................. 2
Qabeel-e-Aa’wan ki Hindustan Aamad........................................ 3
Aap kay waaldain ............................................................................. 3
Wiladat-e-Ba-Sa’adat....................................................................... 4
Paidaish say pehlay wilayat ki basharat ........................................ 5
Bachpan kay ma’moolat .................................................................. 5
Wali-e-Kamil ki Nazar-e-Kamil: ................................................... 7
Bargah-e-Risalat say fayooz-o-barakaat ....................................... 9
Khuda tak puhanchny ka raasta...................................................11
Murshid-e-Kamil ki talash ...........................................................12
Murshid kamil ki talaash ..............................................................15
Madani Mashwarah .......................................................................16
Murshid Kamil kaisy milay ..........................................................17
Bay’at ...............................................................................................18
Murshid-e-Kamil ko aap kay aanay ki payshgi itlaa’ ................18
Murshid ki Bargah say milnay walay kamal...............................19
Tableegh ki khatir safar .................................................................20
iii
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
iv
www.dawateislami.net
ۡ ۡ ۡ ٰ ٰ ۡ
ٰ ۡ ٰ
ۡ ۡ
ۡ ۡ ٰ ۡ ۡ & 'ٰ ۡ ( ٰ ۡ
!
$%
ٰ !
"# $ % ) *# + ۡ *,
# *)
FAIZAN-E-
SULTAN BAHU
Durood Shareef ki Fazeelat
Hazrat Sayyiduna Abu Darda
+# ) (
'
, & say riwayat hay Nabi-
e-Kareem, Rauf-ur-Raheem - ! ٖ (! * ) (
' 0
/ ka farman-e-
shafa’at nishan hay: Jo shakhs subh-o-sham mujh par 10 10
baar Durood pak parhy ga ba-roz-e-qiyamat usay mayri
shafa’at naseeb ho gi.
(Attargheeb Wattarheeb, Kitab-un-Nawafil, vol. 1, pp. 312, Hadees 991)
َ ُ ٰ َ ٰ َ ُ ّٰ َّ َ َۡ )
َ َ ۡ ُّ َ
ت َعا* ) م َّمد-ا صل الب ِ ۡيب صلوا
Soobah Punjab (Pakistan) may jin Sufiya-e-Kiraam ) (
%
&
nay apnay ‘ilm-o-‘amal aur husn-e-akhlaq say hazarahan logon
ko Daira-e-Islam may dakhil kiya, Unhayn kuffar kay andhayron
say nikal kar un kay dilon ko noor-e-iman say munawwar kiya,
Islami ta’leemat ko ‘aam kiya aur makhlooq-e-khuda ko
fa`idah pohanchaya unhi may say aik ‘Azeem-ul-Martabat Sufi
1
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
Naam-o-Nasab
Aap * ) $
% & ka naam Sultan Bahu hay, Sufiya-e-Kiraam
(
'
* ) $
%
(
' & may aap Sultan-ul-‘Aarifeen kay laqab say ma’roof
hayn, Aap ka ta’alluq qabeelah a’waan say hay. Aap ka
shajarah-e-nasab Sultan Bahu Bin Ba-Zayd Muhammad Bin
Fatah Muhammad Bin Allah Ditta hay jo aagay chal kar
Ameer-ul-Mu’mineen Hazrat Sayyiduna Ali 1 2 ۡ 4
ۡ ! ) ( (
4
5 6
tak pohanchta hay. (Bahu A’ain Yahoo, pp. 101 - 105 waghayrah)
1
A’alvi Hazrat Ali
+# ) (
'
,
& ki woh aulad kehlati hay jo khatoon-e-jannat Fatimah
Zahra +# ) (
'
, & kay ‘ilawah deegar azwaj say payda huyi.
2
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
$
%
Aap * ) (
' & kay taqwa-o-parhayzgari ka Hazrat Ba-Zayd
Muhammad * ) (
' $
% & par aysa gehra asar huwa kay dil par
Mahabbat-e-Ilahi ghalib aa gaey aur aap * ) (
' $
%
& nay duniya
say qat’a ta’alluqi ikhtiyar ki aur ‘ibadat-o-riyazat may zindagi
basar karnay lagay, chun kay ab zaahiri zari’ah-e-mua’ash koi na
raha tha lihaza kasb-e-mua’ash ki khaatir majbooran Madina-tul-
Awliya (Multan) ka rukh Kiya aur wahan kay nazim kay pass
mulazimat ikhtiyar kar li. (Manaqib-e-Sultani, pp. 21)
Jab Hazrat Ba-Zayd Muhammad * ) (
' $
%
& kay Madinah-tul-
Awliya Multan may qiyam ki khabrayn Dehli pohanchi to wahan
say Nazim-e-Multan ko Hukm namah jaari huwa kay inhayn dehli
wapas bhayja jaey ta kay apna mansab sambhalayn magar Hazrat
$
%
Ba-Zayd Muhammad * ) (
' & nay farmaya: Mayn duniyawi
mashaghil tark kar kay baaqi ‘umr Yaad-e-Ilahi may guzarna
chahata hoon. Badshah nay Aap ki yeh darkhuwast qabool kar li.
Mashhoor Mughl badshah Shah Jahan nay Hazrat Ba-Zayd
$
%
Muhammad * ) (
' & ko behtreen askari khidmaat anjam
daynay par batoor-e-ina’am Shorkot (zila’ Jhang Punjab) kay
gird-o-nawah may wasi’-o-a’reez zameen day rakhi thi.
Chunan chay Hazrat Sultan Bahu * ) (
' $
%
& kay walidayn isi
jagah may riha`ish pazeer ho gaye. (Manaqib-e-Sultani, pp. 26)
Wiladat-e-Ba-Sa’adat
$
%
Hazrat Sultan Bahu * ) (
' & ki wiladat-e-ba-sa’adat baroz
peer maah Ramazan-ul-Mubarak 1039 hijri ba-mutabiq April
4
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
Ta’leem-o-Tarbiyyat
$
%
Aap * ) (
' & abhi kam sin hi thay kay walid-e-majid ka wisal
ho gaya. Aap * ) (
' $
%
& ki ibtidaey ta’leem-o-tarbiyyat aap ki
walidah majidah nay ba-husn-o-khoobi farmaey.
$
%
Aap * ) (
' & nazryn jhuka kar chala kartay, agar raah
chaltay achanak kisi musalman par nazar par jaati to us kay
jism par larzah taari ho jata aur woh bay ikhtiyar pukar uthta
‘Wallah! Yeh koi ‘Aam bacha nahin, is ki aankhon may ‘ajeeb
roshni hay jo barah-e-raast dilon ko muta`assir karti hay’ agar
nazar kisi ghayr muslim par parti us ki bigri sanwar jati aur
woh apnay Aabaey batil mazhab ko tark kar dayta aur Kalimah
Tayyibah parh kar Dairah-e-Islam may dakhil ho jata.
(Manaqib-e-Sultani, pp. 27)
yeh hay kay nazar churatay nahin thay. Aur yeh baat kay ‘mubarak
nazrayn neechi rehti thi’ ya’ni jab kisi cheez ki taraf daykhtay to
apni nigah past (ya’ni neechi) farma liya kartay thay. Bila zarorat
idhar udhar na daykha kartay thay, bas hamayshah Rab ! " # ki
taraf mutawajjah rehtay, usi ki yaad may mashghool aur aakhirat
kay mua’amlaat may ghaur-o-tafakkur farmatay rehtay. (Mawahib-
ul-Laduniyyah, vol. 5, pp. 272) Aur yeh alfaaz ‘Aap ki nazrayn aasman
ki nisbat zameen ki taraf ziyadah rehti thi’ ya’ni yeh had darajah
sharm-o-haya ki Daleel hay, Hadees may jo aaya hay kay Khaatam-
ul-Mursaleen - ! ٖ (! * ) (
' 0
/ jab guftugo karnay baythtay to apni
nigah Shareef aasman ki taraf ziyadah uthatay thay. (Abu Dawood, vol.
4, pp. 342, Hadees 4837) Ya’ni yeh nazar ka uthana intizaar-e-wahi’
may hota tha warnah nazar mubarak ka zameen ki taraf rakhna roz
marrah kay ma’amolaat may tha. (Madarij-un-Nubuwwah, vol. 1, pp. 18)
Wali-e-Kamil ki Nazar-e-Kamil:
$
% & ki
Jab Sultan-ul-‘Aarifeen Hazrat Sultan Bahu * ) (
'
nazar-e-wilayat say ghayr muslimon kay qabool-e-islam kay
waqi’aat kaey martabah paysh aaey to maqami ghayr
muslimon may khalbali mach gaey. Chunan-chay woh sab
7
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
$
%
Hazrat Baa-Zayd Muhammad * ) (
' & ki khidmat may hazir
ho kar aap kay shahzaday Hazrat Sultan Bahu * ) (
' $
%
& ki
shikayat karnay lagay. Walid-e-Majid nay poocha: Aakhir
mayray bachay ka qasoor kiya hay? Yeh to bahut chhota hay,
kisi par hath uthanay kay qabil bhi nahin hay. Aik shakhs nay
kaha: Agar hath utha layta to ziyadah acha tha, walid-e-majid
nay hayraan ho kar poochha: Phir kiya gilah hay?
Un kay sarbarah nay kaha: Aap ka bacha hum may say jisay
bhi nazar bhar kar daykh layta hay woh Musalman ho jata hay
us ki wajah say Shorkot kay logon ka aabaey Mazhab khatray
may par gaya hay, bari ‘ajeeb shikayat thi walid kuch dayr tak
sochtay rahay phir fermaya: Ab tum hi batao kay Mayn is
silsilay may kiya kar sakta hoon? Kisi kay Mazhab tabdeel kar
laynay may mayray baytay ka kiya qusoor? Kis tarah isay
nazrayn utha kar daykhnay say baaz rakh sakta hoon? Sarbarah
nay kaha: Qusoor to bachay ki dayah ka hay jo isay waqt bay
waqt baazar lay jati hay. Aap say yeh guzarish hay kay Aap
bachay ki sayr kay liye aik waqt maqarar kar dayn.
din sarak Kay kanaray khara tha kay aik Ba-Ru’ab, Sahib-e-
Hashmat, Noorani Soorat walay Buzurg Ghoray par tashreef
laaey aur mayra haath pakar kar apnay peechay bitha liya, Mayn
nay dartay aur kanptay huway pocha: Aap kaun hay? Irshad
fermaya: Mayn (Hazrat) Ali Bin Abi Taalib 1 2 ۡ 4
ۡ ! ) ( (
4
5 6 hoon,
Mayn nay phir ‘arz ki: Mujhay kahan lay ja rahayn hayn? Farmaya:
Piyaray Aaqa Hazrat Muhammad Mustafa - ! ٖ (! * )
(
' / 0
kay
hukm say tumhayn un ki bargah may lay ja raha hon. Bargah-e-
Risalat may haziri huyi to wahan Hazrat Sayyiduna Abu Bakr
Siddique
+# ) (
'
, & , Hazrat Sayyiduna ‘Umar Farooq
+#
)
(
'
, &
+#
aur Hazrat Sayyiduna Usman-e-Ghani )
(
'
, & bhi jalwah
numa thay mujhay daykhtay hi Nabiyon kay Sultan, Rahmat-e-
‘Aalamiyan - ! ٖ (! * )
(
' 0
/ nay apnay dono dast-e-mubarak
mayri taraf barhaey aur irshad farmaya: Mayray haath pakar lo,
phir Dast-e-Aqdas par bay’at li aur kalimah ki talqeen farmaey.
Hazrat Sultan Bahu * ) $
% &
(
' farmatay hayn: Jab Mayn nay
ّٰ ُ َ ُ ُ ّٰ َّ ٰ َ
kalimah Tayyibah ِ - م َّم ٌد َّر ُس ْول ا-ا #ِ ل ا َِل ا parha to darajaat-o-
maqamaat ka koi hijab baqi na raha, is kay ba’d Hazrat
9
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
$
%
farmaya. Hazrat Sultan Bahu * ) (
' & farmatay hayn: Mayn nay
jo kuch bhi daykha apni zaahiri aankhon say daykha.
(Bahu A’in Yahoo, pp. 111 - 113)
َ ُ ٰ َ ٰ َ ُ ّٰ َّ َ َۡ )
َ َ ۡ ُّ َ
ت َعا* ) م َّمد-ا صل الب ِ ۡيب صلوا
َ ُ ٰ َ ٰ َ ُ ّٰ َّ َ َۡ )
َ َ ۡ ُّ َ
ت َعا* ) م َّمد- صل ا الب ِ ۡيب صلوا
11
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
Murshid-e-Kamil ki talash
Hazrat Sultan Bahu * ) (
' $
%
& walidah majidah kay hukm ki
ta’meel may Murshid-e-kamil ki talash may nikal kharay
huway aur Darya-e-Raawi kay kanaray (Garh Baghdad
Shareef) pohanchay Aap nay yahan Hazrat Shah Habibullah
$
%
Qadiri * ) (
' & kay faizan ka shoharah suna to un ki khidmat
may haazir ho gaey, Hazrat Shah Habibullah Qadiri * ) (
' $
% &
ki yeh karamat mashoor thi kay paani ki dayg halki aanch par
har waqt garam rakha kartay jo ma’rfat-e-ilahi ka talabgar aata
usay dayg may hath daalnay ka hukm farmatay, hath daltay hi
woh Sahib-e-Kashf ho jata. Hazrat Sultan Bahu * ) (
' $
% & is
karamat ko daykh kar apni jagah khamosh baythay rahay,
poochnay par apny aanay ka maqsad bayan kiya to Hazrat
Shah Habibullah Qaadiri * ) (
' $
%
& nay farmaya: phir apna
hath dayg may dakhil kyun nahin kiya? Agar dayg may hath
dal daytay to murad ko pohanch jatay. Aap nay kaha: Mujhay
dayg may hath dalnay walon ka haal ma’loom hay us say mayri
murad poori nahin ho gi, Hazrat Shah Habibullah * ) (
' $
% &
nay farmaya: Theek hay! Yahan thehar kar chand roz
mujahadah karayn, masjid ka hawz bharnay aur sehan dhonay
ka kaam karayn. Aglay din Hazrat Sultan Bahu * ) (
' $
%
& nay
paani bharnay kay liye mashkeezah maanga jisay wahan kay
khidmatgaron nay Aap * ) (
' $
% & ki khidmat may paysh kar
diya, Aap * ) (
' $
% & nay aik hi mashkeezah bhar kar dala to
12
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
hawz bhar gaya aur phir masjid ka poora sehan dho dala.
Khidmat gaaron nay tamam maajra Hazrat Shah Habibullah
Qadiri * ) (
' $
% & ki khidmat may ‘arz kiya to unhon nay
Hazrat Sultan Bahu * ) (
' $
% & say poocha kiya tumharay pass
duniyawi maal hay? Aap * ) (
' $
%
& nay kaha: Ji haan! Hazrat
Shah Habeebullah * ) (
' $
%
& nay farmaya: Yaksui aysay haasil
nahin ho sakti pehlay maal-o-mataa’ say farigh ho jao. Yeh sun
kar aap * ) (
' $
%
& fauran ghar ki janib rawanah huway, ghar
may Waliyyah-e-Kamilah walidah majidah Hazrat Bibi Raasti
* ) $
%
(
' & nay kashf say yeh baat jaan li lihaza aap ki azwaaj
say farmaya: Mayra bayta duniyawi maal-o-mataa’ say jaan
chhuranay aa raha hay, tum apna apna zaywar aur naqdi bacha
lo aur kahi daba do ta kay waqt-e-zarorat kaam aaey, unhon
nay aysa hi kiya. Jab Hazrat Sultan Bahu * ) (
' $
% & tashreef
laey aur walidah muhtarmah nay aanay ki wajah poochi to ‘arz
ki: Shaykh nay duniyawi maal ko chhornay aur door karnay ka
hukm diya hay, walidah majidah nay kaha: Agar koi maal hay
to lay kar door kar do, Aap * ) (
' $
%
& nay kaha: Mujhay ghar
say maal ki bu aa rahi hay, walidah majidah nay kaha: Agar yeh
baat hay to nikal lo, lihaza jis jagah zaywar waghayrah dabaya
gaya tha Aap * ) (
' $
%
& nay nikal kar phaynk diya aur farig ho
kar Hazrat Shah Habibullah Qadiri * ) (
' $
% & ki khidmat may
pohanchay. Hazrat Shah Habibullah * ) (
' $
%
& nay farmaya
tum duniyawi maal say to farigh ho gaey, Ab apni azwaaj ka
13
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
kiya karo gay Allah ! " # ka haq ada karo gay ya un ka? Ja kar
inhayn Aazad kar do ta kay tum pooray taur par raah-e-haq
kay liye tayyar ho jao. Chunan-chay Aap * ) (
' $
% & shoq-o-
warafatagi may usi waqt phir ghar ki taraf lautay, walidah
majidah nay phir say jaan liya aur aap ki azwaaj say farmaya:
Mayra bayta tum say qata’ ta’alluq karnay kay liye aa raha hay
hoshiyar ho jao! Mayri peeth kay peechhay bayth jana, kahi
shauq-e-ilahi kay sabab tumharay haq may koi Shar’i kalimah
(Talaaq) zuban say na kah day. Itnay may aap * ) (
' $
%
& ghar
may dakhil huway, walidah majidah nay poocha: Kaho bayta
ab kaysay aana huwa? Aap nay aanay ka Maqsad bayan kiya to
walidah muhtarmah nay (Aap ki azwaj ki ijazat say) kaha:
Suno bayta in kay jo huqooq masalan naan-o-nafqah
waghayrah tum par laazim hayn woh sab Riza-e-Ilahi ki khatir
yeh tumhayn mua’af karti hayn, tum in kay huqooq ada karnay
say farigh ho. Tum Allah ! " # kay huqooq ada karo aur
tumharayn jo huqooq in kay zimmay hayn woh ba-dastoor
qa`im rahayn gay. Agar tum nay sulook-e-ma’rifat tay kar liye
to behtar, warnah tumhayn in kay hoqooq ki ada`igi kay liye
aanay ki zaroorat nahin. Chunan-chay is kay ba’d Aap * ) (
' $
%
&
$
% & ki khidmat may
Hazrat Shah Habibullah Qadiri * ) (
'
pohanch gaey. (Manaqib Sultani, pp. 54 - 56)
Murshid-e-Kamil ki zaroorat
Meethay meethay Islami bhaiyo! Apnay zaahir-o-baatin ki
islah kay liye kisi tarbiyyat karnay walay ka hona intihaey
$
%
zaroori hay. Chunan-chay Imam Ghazali * ) (
' & likhtay
hayn: Tarbiyyat ki misal bilkul isi tarah hay jis tarah aik kisaan
khayti baarri kay doraan apni fasal say ghayr zaroori ghaas aur
jari botiyan nikal dayta hay ta kay fasal ki haryali aur nasho
numa may kami na aaey isi tarah salik-e-raah-e-haq (mureed)
kay liye Shaykh (ya’ni Murshid-e-Kaamil (ka hona nihayat
zaroori hay jo us ki ahsan tareeqay say tarbiyyat karayn aur
Allah ! " # tak pohanchnay (Ma’rifat-e-Ilahi) kay liye is ki
rehnumaey karayn.
Allah ! " # nay Ambiya-o-Rusul 5; <
# ko logon ki taraf is
liye mab’oos farmaya ta kay woh logon ko us tak pohanchany
ka rastah bataeyn. Magar jab aakhiri Rasool, Nabi-e-Maqbool
- ! ٖ (! * )
(
' 0
/ nay is jahan say pardah farmaya aur nubuwwat-
o-risalat ka silsilah Aap - ! ٖ (! * ) (
' / 0 par khatm huwa to is
15
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
Madani Mashwarah
Jo islami bhai kisi kay mureed na hon un ki khidmat may
Madani mashwarah hay kay woh Shaykh-e-Tareeqat, Ameer-
e-Ahl-e-Sunnat, Bani-e-Dawat-e-Islami Hazrat ‘Allamah
Maulana Abu Bilal Muhammad Ilyas Attar Qadiri Razavi
kay Mureed ban jaeyn aur jo pehlay say kisi peer
sahib say bay’at hon agar woh chahayn to Ameer-e-Ahl-e-
Sunnat
say Talib ho kar apnay peer sahib kay fayz
kay sath sath Ameer-e-Ahl-e-Sunnat
ka faizan
bhi haasil kar saktay hayn. ! " # =
7 9
! Aap
ki
nigah-e-fayz say laakhon Musalman bil-khusoos naw-jawan
nasal ki zindagiyon may Madani inqilab barpa ho gaya aur
woh gunahon say ta`ib ho kar Quran-o-Sunnat ki raah par
gaamzan ho gaey.
َ ُ ٰ َ ٰ َ ُ ّٰ َّ َ َۡ )
َ َ ۡ ُّ َ
ت َعا* ) م َّمد-ا صل الب ِ ۡيب صلوا
16
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
Bay’at
$
% & nay Delhi pohanch kar Silsila-e-
Chunan-chay Aap * ) (
'
‘Aaliyah Qadiriyyah may Sayyid-us-Sadaat Hazrat peer Sayyid
Abdur Rahman Jeelani Dehlivi * ) (
' $
% & kay hath par bay’at
ki aur un kay fuyooz-o-barakaat say mustafeez huway.
(Abyaat-e-Sultan Bahu, pp. 2)
to usay achi tarah thok baja kar daykhti hay kay kaysa kaam day ga?
Isi tarah jab koi kamaan khreedta hay to usay kheench kar daykhta
hay kay is may kitni lachak hay? Mayn bhi aap ki janib say milnay
wali is na’mat-e-‘uzma ko daykhna cahahta tha kay yeh na’mat
kaysi aur kitni ziyadah hay? Aap hi nay farmaya tha kay isay azmao
aur fayz ko ‘aam kro. Is kay ba’d apnay peer-o-murshid say mazeed
‘inayat aur fuyooz-o-barakaat haasil kiye aur un ki shafqat-o-
meharbani kay saaey may rukhsat ho gaey. (Manaqib-e-Sultani, pp. 59)
َ ُ ٰ َ ٰ َ ُ ّٰ َّ َ َۡ )
َ َ ۡ ُّ َ
ت َعا* ) م َّمد-ا صل الب ِ ۡيب صلوا
20
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
ho woh bhala mayri kiya madad karay ga! Yeh soch kar jun hi
palta to kisi nay us ka naam lay kar pukara, woh hayran reh
gaya kay yahan to Mayn ajnabi hoon phir mujhay mayray
naam say pukarnay wala kaun hay! Palat kar daykha to Hazrat
Sultan Bahu * ) (
' $
% & usay bula rahay thay. Jab us nay yeh
maajraa daykha to dil may umeed payda huyi aur fauran aap
* ) $
%
(
' & ki bargah may ba-adab haazir ho gaya. Hazrat
Sultan Bahu * ) (
' $
% & nay farmaya tum nay safar ki takaleef
uthaey itna faasla tay kya phir bhi hum say milay baghayr ja
rahay thay? Us nay girya-o-zaari kartay huway apni khastah
haali ki daastan sunaey. Hazrat Sultan Bahu * ) (
' $
%
& nay usi
waqt matti ka aik dhaylah uthaya aur zameen par day maara. Jab
us shakhs nay zameen par nazar daali to yeh daykh kar hayran
reh gaya kay khayt may paray huway tamam dhaylay aur patthar
sona ban chukay thay. Wali-e-Kaamil Hazrat Sultan Bahu ' $
% &
* )
$
%
pass baythay khayton ko paani day rahay thay aap * ) (
' & nay
3. Raah-e-Haq Dikha di
Aik martabah Hazrat Sultan Bahu * ) $
%
(
' & Shahrah par laytay
huway thay kay ghayr muslimon ka aik gurooh guzra un may say
$
%
aik nay bataur-e-haqarat Aap * ) (
' & ko thokar maari aur kaha:
jari hona tha kay ghayr muslimon ka pora guroh kalimah parh kar
Musharraf ba-islam ho gaya. (Manaqib-e-Sultani, pp. 60)
َ ُ ٰ َ ٰ َ ُ ّٰ َّ َ َۡ )
َ َ ۡ ُّ َ
ت َعا* ) م َّمد-ا صل الب ِ ۡيب صلوا
23
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
Deeni Khidmaat
Hazrat Sultan Bahu * ) (
' $
% & nay pori zindagi Makhlooq-e-
Khuda ki rehnumaey may basar ki, apnay fazl-o-kamal aur
‘irfan-o-hidayat say ‘aalam ko munawwar-o-taabaan kiya,
laakhon bhatkay huway logon ko raah-e-raast dikhaey, apnay
‘aarifanah-o-sufiyanah kalaam say ‘ishq-o-mahabbat kay aysay
phool khilaey kay jin ki khushbu Aaj bhi mahak rahi hay,
logon kay dilon may ‘ishq-e-haqeeqi ki aysi shama’ roshan ki
kay aaj tak log is say mustafeed ho rahay hayn, murdah dilon ko
jila bakhshi, sisaktay bilaktay logon par dast-e-shafqat phayra,
bay shumar logon ko manzil-e-maqsood tak pohanchaya, Aap
* ) $
%
(
' & khud farmatay hayn: Is faqeer nay laakhon balkay
bay shumar taalibon ko khuda ! " # tak pohanchaya hay jin kay
halat ki kisi ko khabar nahin. (Manaqib-e-Sultani, pp. 50)
Aap ki Tasaneef
$
%
Hazrat Sultan Bahu * ) (
' & ka andaz-e-tassawuf achota,
judaganah aur anmol hay Aap nay taqreeban 140 kutub
tassawwuf kay mauzu’ par likhi magar in may say sirf 30 aysi
hayn jo zaywar-e-taba’at say aarastah huyi. Is waqt jo kutub
asal ya tarajim ki soorat may shaya’ ho chuki hayn in may say
chand kay naam yeh hayn: ‘Aql-e-Baydar, Abyaat-e-Sultan
Bahu, ‘Aain-ul-Faqr, Miftah-ul-‘Aarifeen, Mahabbat-e-Israr,
‘Aain-ul-‘Aarifeen, Shams-ul-‘Aarifeen, Ganj-ul-Isarar. In may
24
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
bama’ Sharah mulahazah kijiye.
!"#
Ya’ni har Musalman kay liye zarori hay kay woh Iman kay
darajaat barhanay may koshaan rahay laykin iman kay aakhiri
darajay par aik satah aysi aa jati hay jis say sufiya-e-kiraam
‘Ishq-e-Ilahi kehtay hayn is satah par qadam rakhtay huway
log katratay hayn kyun kay yahan har qism ki maslihatayn
apnay aap say alag krni parti hayn aur koi fayslah kun
marhalah aa jaey to haq ki khatir sar dhar ki baazi lagani parti
hay goya ‘ishq-e-ilahi woh satah hay jahan haq say shadeed
lagao insan ko har qism kay khatraat say bay niyaz kar dayta
hay laykin is satah par har shakhs nahin pohanch sakta
muntakhab shudah logon ki aik qaleel t’adad hi is satah tak
25
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
pohanch paati hay jabhi to aap nay farmaya kay har shakhs
iman ki salamati to chahta hay magar ‘Ishq-e-Ilahi ki salamati
ka khuwahan nazar nahin aata kyun kay usay ma’loom hota
hay kay ‘ishq may jan ki baazi lagani parti hay aur chunkay
haqeeqi sufi ‘ishq ki qadr-o-qeemat aur quwwat-o-taqat say
waqif hota hay lihaza jab ‘aam Mu`minon ki kam himmati aur
hichkichahat ko daykhta hay to josh-e-ghayrat ki wajah say
‘ishq kay da`iray may dakhil ho jata hay aur us ki saari shara`it
qabool kar kay ‘ishq-e-ilahi may hi zindagi basar kar dayta hay,
phir yehi ‘ishq us ka sarmaya-e-hayat ban jata hay.
(Abyaat-e-Sultan Bahu, pp. 54)
$
%
Malfozaat-e-Hazrat Sultan Bahu * ) (
' &
1. Rah-e-Sulook par chalnay walay kay liye chand batayn
lazim hayn:
5. Har din apnay liye qiyamat ka din samjhay aur har din
buray a’maal kay muhasbay may guzaray.
(Manaqib-e-Sultani, pp. 251)
27
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
Aap ki Azwaj-o-Aulaad
Aap * ) $
%
(
' & nay 4 shadiyan ki jin say 8 baytay aur 1 bayti
payda huyi Aap nay sab ko deeni ta’aleem dilwaey.
28
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
Wafaat-o-Madfan
Aap * ) (
' $
%
& nay 63 saal is dar-e-faani may deen-e-islam ki
ta’leemat ‘aam ki aur Mughal Badshah Aurangzayb ‘Aalamgeer
* ) $
%
(
' & kay ‘ahad may yakum Jumada-l-Ukhra 1102 hijri,
ba-mutabiq 2 March 1691 shab-e-jumu’ah teesray pehar may
aap ka intiqal huwa. Aap * ) (
' $
%
& ka pehla mazar Mubarak
Darya-e-Chenab kay Maghribi kanaray par waqi’ qil’ah
Qahargan say kuch fasilay par tha jis kay charoon janib
pukhtah deewarayn thi.
29
www.dawateislami.net
Faizan-e-Sultan-e-Bahu
mubarak sahih salamat hay, fiza may kaey meel door tak
khushbu phayl gaey, Reesh Mubarak say pani kay qatray tapak
rahay thay aur yun mahsoos hota tha kay jaaysay abhi soyen
hayn. (Manaqib Sultani, pp. 176 - 177)
Mazar-e-Mubarak ki takmeel-o-aara`ish
Mazar-e-Mubarak ki takmeel aur tazyeen-o-aara`ish ka kaam
Hazrat Muhammad Ameer Sultan * ) (
' $
%
& kay dour may sar
anjaam paaya jab say ab tak Sultan-ul-‘Aarifeen Hazrat Sultan
$
%
Bahu * ) (
' & ka mazar mubarak qasbah Darbar-e-Sultan
Bahu nazd Garh Maha Rajah (Tahseel Shorkot Jhang Pakistan)
may marja’-e-khuwas-o-‘aam hay jahan hazaron ‘aqeedat
mand apni gardanay jhukatay aur muradon say apni khali
jholiyan bhar kar jatay hayn. (Abiyat-e-Sultan Bahu, pp. 3)
َ ُ ٰ َ ٰ َ ُ ّٰ َّ َ َۡ )
َ َ ۡ ُّ َ
ت َعا* ) م َّمد-ا صل الب ِ ۡيب صلوا
31
www.dawateislami.net