Document
Document
Document
roj ki tarah Ravi Alka ko college le jakar apni byke khadi kar deta hai, raste bhar Alka usse koi
bat nahi karti hai,
Ravi- didi kya soch rahi ho khadi-khadi class mai nahi jana kya,
Alka- Ravi aaj mera man nahi kar raha
Ravi- to didi yaha tak aane ki kya jarurat thi ghar par hi bata diya hota,
Alka- Ravi chal hum park mai chal kar bethege,
Ravi- Alka ko dekh kar muskurate huye, didi kya bat hai aaj to subah se mood mai lag rahi ho,
Alka- ek dungi rakh kar jab dekho ek hi bat dimag mai chalti rahti hai tere, kabhi jindagi ke prati
serious bhi hota hai ki
nahi,
Ravi- didi meri jindagi to tum ho aur tum janti ho mai tumhare matter mai kitna serious hu,
Alka- ab bate banana band karo aur chalo
Alka Ravi ka hath pakad kar park ki aur chal deti hai park ki bench par dono beth jate hai, Alka kuch
sochne lagti hai,
Ravi- kya bat hai didi tumhari tabiyat to thik hai na
Alka- Ravi ko dekh kar, kyo meri tabiyat ko kya hua hai
Ravi- nahi tum kuch udas dikh rahi ho isliye puch liya,
Alka- Ravi darasal maine aaj subah-subah ek sapna dekha hai,
Ravi- muskurata hua jarur tumne sapne mai mujhe dekha hoga,
Alka ek dam se Ravi ko apni ankhe phad kar dekhne lagti hai,
Ravi- kyo thik kaha na didi,
Alka- Ravi ko marte huye tujhe har waqt majak karne ki aadat ho gai hai,
Ravi- achcha thik hai, ab batao kya dekha sapne mai,
Alka- vo mai tujhe nahi bata sakti
Ravi- kyo
Alka- ab har kyo ka jawab to nahi hota na
Ravi- achcha baba mat batao par yah to bata sakti ho ki sapna achcha tha ya bura
Alka- kuch sochte huye, mai nahi janti,
Ravi- ye kya bat hui, tumne sapna dekha aur tumhe hi nahi malum ki sapna achcha tha ya bura
Alka- Ravi ko dekh kar muskurate huye, achcha bhi tha aur bura bhi
Ravi- ye kaise ho sakta hai, ya to sapna achcha hoga ya bura, lagta hai didi tum tay nahi kar pa rahi ki
sapna achcha
tha ya bura, i think tum double mind ho rahi ho, kher jane do sapna to sapna hai usme sach kya hai,
Alka- nahi Ravi vah sapna maine subah-subah dekha hai aur kahte hai subah ka sapna aksar sach hota hai,
Ravi- off ho didi to phir us sapne se apni negative thinking ko nikal kar use achcha sapna man lo, jisse
vah sach bhi hua