HTML Basic Syntax
Iski sari coding tags mein hoti hain.
Tag symbol < >
<tag>
Starting tag ke baad jo us mein info put karni ho vo karte hain, then tag close karte hain,
e.g. <tag>
Hello World
< /tag>
HTML Tag:
<html>
</html>
HTML mein 1st tag <head> aata hai.
USES OF <head>: Is mein jo b chez likhn gy vo hamen front pe show nahi hogi, vo ya to
hmary backgroung mn show ho rahi hogi ya title bar mein.
< head> ke andar 1 aur tag use hoga <title>
E.g
<head> k close hony k bad <body> ayga
USES OF <body>: website ka sara kam is mn hoga
e.g: <html>
<head>
<title> First Web Page </title>
</head>
<body>
Hello World
</body>
</html>