Ja ab nahi aata, ab tu hi dhoondh mujhe...
Tujhe kya lagta hai ye hum kar rahe hain? Hamari kahaani likhi hui hai. Aur ye duniya kya ye duniya ke log bhi ya hum khud bhi usse nahin badal sakte.
Tu pagal hai Qais Bhat. Jhutha hai tu. Kuch nahin hai pahadon ke paar. Jhuth hai teri duniya aur mai ab uska hissa nahin banne wali.
Intezzar, lamba intezaar bas thoda aur intezzar, divorce ka intezaar, iddat ka intezaar. Saamne…