This poem expresses longing for a lost love. It says that one day the lover will cry out in need when they are gone, and will one day beg for time when they realize how much they valued it. It describes the love interest as beautiful and unique, like the soil/earth. It says love finds its way to the heart without being called. It hopes that one evening their memory will bring them together again. It tells to cherish dreams and fantasies as reality often disappoints. It says their memory will follow wherever the lover goes.
Copyright:
Attribution Non-Commercial (BY-NC)
Available Formats
Download as RTF, PDF, TXT or read online from Scribd
This poem expresses longing for a lost love. It says that one day the lover will cry out in need when they are gone, and will one day beg for time when they realize how much they valued it. It describes the love interest as beautiful and unique, like the soil/earth. It says love finds its way to the heart without being called. It hopes that one evening their memory will bring them together again. It tells to cherish dreams and fantasies as reality often disappoints. It says their memory will follow wherever the lover goes.
This poem expresses longing for a lost love. It says that one day the lover will cry out in need when they are gone, and will one day beg for time when they realize how much they valued it. It describes the love interest as beautiful and unique, like the soil/earth. It says love finds its way to the heart without being called. It hopes that one evening their memory will bring them together again. It tells to cherish dreams and fantasies as reality often disappoints. It says their memory will follow wherever the lover goes.
Copyright:
Attribution Non-Commercial (BY-NC)
Available Formats
Download as RTF, PDF, TXT or read online from Scribd
This poem expresses longing for a lost love. It says that one day the lover will cry out in need when they are gone, and will one day beg for time when they realize how much they valued it. It describes the love interest as beautiful and unique, like the soil/earth. It says love finds its way to the heart without being called. It hopes that one evening their memory will bring them together again. It tells to cherish dreams and fantasies as reality often disappoints. It says their memory will follow wherever the lover goes.
Copyright:
Attribution Non-Commercial (BY-NC)
Available Formats
Download as RTF, PDF, TXT or read online from Scribd
Download as rtf, pdf, or txt
You are on page 1of 15
Dil jo tut gaya to fariyad karoge tum,
Hum na rahe to yaad karoge tum,
Aaj to kehte ho waqt nahi, Par ek din mere liye waqt se fariyad karoge tum. ` Mitti ki anokhi murat ho tum, Zindagi ki ek zarurat ho tum, Phool to khubsurat hote hai, Phoolo se bhi khubsurat ho tum. ` Daar usse kehte hain, Jo dil pe cha jaye Aashiq usse kehte hai, Jiska naam apne aap zuban pe aa jaye. ` Ek shaam aati hai tumari yaad leka , Ek shaam jaati hai tumari yaad dekar, Par humen us shaam ka interzar hai, Jo aye saath tume lekar. ` Kashish dil ki har cheez bhula deti hai, Band aakhon mein bhi sapne saja deti hai, Sapno ki duniya jarur rakhna dost, Kyun ki hakikat to aksar logo ko rula deti hai.
Hum iss qadar tumpe mar mittege
Tum jahan dekhoge hum hi tumhe dikhege Rakhna har pal iss dil mein hamari yaad Hamare baad hamare pyar ki daastaan duniya vaale likhege… ` Dil se tera Khayal na jaaye to main kya karoon?? Tu hi bata tu yaad bahot aaye to main kya karoo? Hasrat ye hain ke ek nazar dekhloon tuzhko… Magar Qismat wo lamha na laaye to main Kya karoo??? ` Aashiq hai tere sadiyo se hum…. itni mohabbat kisne ki hai sanam…. hadd se ziyada chaaha hai tumko humne…. maange tu jaan vi toh piche hatege na kabhi mere kadam….!!!! ` Meri deewangi ki koi hadd nahin teri soorat ke siva kuch yaad nahin mein hu phool tere gulshan ka tere siva mujh pe kisi ka haq nahin.. ` Teri aashiqui mein har had se guzar jayege tu jitna bhulegi utna tujhe yaad aayege dekh lena meri maut ke baad ae jaan-e-mann tu bulayegi hum kabar chodke aayege… ` Aye khat ja unke haathon ko chum le Jab voh padhe to unke hothon ko chum le Khuda na kare voh phade bhi dale To girte girte unke kadmo ko chumle… ` Iss ajab daur mein aashiq bhi ajeeb hote hai ek din dost dusre din rakeeb hote hai iss liye toh mene mohabbat nahin ki hai mohabbat mein toh sirf dukh naseeb hote hai… ` Jab se dekha hai teri aankhon mein jhank kar koi bhi aaina acha nahin lagta teri mohabbat mein aise hue hai deewane tumhe koi aur dekhe toh acha nahin lagta… ` Masti ko muhabbat me fanaaa koun karega ..?? yeh farz mere sewa adaa koun karee ga …??? Haathoo ki lakiroun ko zaraa dekh najomi…… yeh dekh mere saath wafa koun karee ga????? ` Dilon mein aarzu ke diye jalte rahenge aakhon se aansu nikalte rahenge aap shamaa bankar dil mein roshani toh karo hum to mom bankar pighalte rahenge.. ` Apni nazar me meri nigaah phir kyon dhoondhte ho.. Apni tanhai me meri kami kyon mehsoos karte ho.. Apne ahsaason me meri chhuuan kyon talashtey ho.. Apne lafzon se aksar yeh faasley kyon taye karte ho.. ` Mohabato mein jeene wale kush nasib hai. Mohabato mein marne wale bhi ajeeb hai. Azeem hai hamari dastan JAANEMAN, Faaslo par rehte hai phir hi Dil ke qareeb hai. ` Khwabon mein aate ho TUM yaadon mein aate ho TUM jahan mein jau jahan mein dekhu mujhe nazar aate ho TUM ` Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte, Dil me rehne walo ki baat nahi karte, Hamari to ruh me bus gaye hain aap, Tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte.. ` Kuch nasha teri baat ka hai Kuch nasha dhimi barsaat ka hai Hum to kabse nashe me dub jaane ko tayyar hai Intezar to sirf aapki mulakat ka hai.. ` Kitne pyar unhe karte hai..aaj hamein maloom hua Roz intezaar kyun karte hai..aaj hamein maloom hua Na chaah kar bhi dil kyun dukhaay unka Itna kyun aazmaate hai unko..aaj hamein maloom hua.. ` Mulakat maut ki mehman ban gayi hai Nazar ki duniya veeran ban gayi hai Meri sans bhi ab meri nahi rahi Ye zindagi aapki mohabbat par kurban ho gayi hai ` teri mohabbat pe sakh kar ke.. humne aapne aapko kamzor sabit kya hai… maf karde hume is kahta pe.. aakhir tere judai hi iska karan hai… ` Duriyon ki na parwa kijiye Dil jabhi pukare bula lijiye Hum zyada dur nahi aapse Bus apni aankho ko palko se mila lijiye!! ` Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi, har waqt muskurane ki aadat nahi rahi, ye soch ke ki koi manaane nahi aayega, ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahi.. ` kab unki palko se izhar hoga, dil ke kisi kone me hamare liye bhi pyaar hoga, gujar rahi hai raate unki yaado me kabhi to unko hamara intezar hoga,? ` Aankho me armaan diya karte hai, hum sabki neend churaliya karte hai, jab jab aap ki palke jhapkegi to samajh lena hum aapko yaad kiya karte hai.. ` wo na aaye unki yaad aakar wafa kar gayi. unse milne ki tamanna sukoon tabah kar gayi, aahat hui socha asar duaa kar gayi, darwaja khola to dekha majak humse hava kar gayi.. ` Tere intezar me palke bichhaye baithe hai. wo ayege isiliye ummid jagaye baithe hai. na todna kabhi milne ka wada ki hum ab to apni jaan ki bazi lagaye baithe hai… ` bhulana aapko na asaan hoga. bhule jo aapko wo naadaan hoga, aap baste ho dil me hamare, aap hame na bhule ye aapka ehsaan hoga..
Hum Aap Ko Kabhi Khoney Nahin Denge .
Juda Hona Chaha To Bhi Hone Nahin Denge . Chandni Raton Mein Aye Gi Meri Yaad . To Meri Yaad Ke Woh Pal Aap Ko Sone Nahin Denge .
Apne aankhon ki bekarari ko ab chipaon kaise
Tumhe dhoonde meri nazar inhe rokon kaise Tera aashiq hun tujhe bataon kaise Inkaar se tere darta hoon Bepanaah pyar hai tujse kehdoon kaise
Koi samjhaye mujhe yeh ishq kya hai
koi dikhlaye mujhe yeh jannat kaha hai har koi keheta hai pyar ek khoobsurat duniya hai koi milwa de mujhe…woh pyar karne waale kaha hai….
Kiss kisi ki mahphil me,
Kiss kisi ne kiss kisi ko kiss kiya. Ek hum hai jisne her kiss ko miss kiya, Aur ek aap hai jisne har miss ko kiss kiya. ` Hamare liye apne heart me jagah rakhiye, Mind me nahi Hume mind me rakhna dangerous ho sakta hai Kyonki hum mind blowing hai.. ` Dur humse jaa paoge kaise, Humko bhool paoge kaise, Hum woh khushbu hai jo saanson mein utar jaye, Khud apni saanson ko rok paoge kaise? ` Kaun kehta hai dil pagal hai Pagalpan to sirf aik bahana hai Aik bar hans kar muskura kar to dekho Yeh pagal tumhara deewana hai ` Apni Surat ka kabhi to didaar de tadap raha hu ab aur na intzaar de Apni awaaz nahi sunani to mat suna Kam se kam 1 Missed call hee maar de ` Nazar nazar mei har nazar mei Ek nazar ki talaash hai, Par yeh nazar woh nazar nahi Jiski mujko talaash hai ` Phool ke shurwat kali se hote hai, Zindage ke shurwat pyar se hote hai Pyar ke shurwat apno se hote hai Apno ke shurwat aap se hote hai ` Sms har pal karu to shararat hogi, Har din karu to pareshani hogi, Kabhi bhi na karu to kanjusi hogi, Par dilse karu to shayad apko khusi hogi. Hui na?? ` Paathar kyon marti ho paahad par do, Hum to yuhin mar jayenge ek baar aankh mar do. ` Safar lamba hai dost banate rahiye, Dil mile na mile haath badate rahiye, Taj na banaiye costly padega, Har taraf Mumtaj banate rahiye. ` Najneen hushn malin, nakhraye saaj ho tum, Dilkash mohabbat ka, hasin andaaj ho tum, Kyun raaz se raaz ka raaz ho tum, Taj nahin mere dil ki MUMTAJ ho tum. ` Can you see me? no? Turn around, can you see me now? no? Turn again, can you see me now? I can see you because you have a special place in my heart!
Kajal banke teri aankho mein samane ki tamanna hai,
Dawa banke tere dard mitane ki tamanna hai, Yun to haasil hai zamane ki har cheez mujhe, Sirf ek baar tujhe apna banane ki tamanna hai. ` Tujhse bahut pyaar karte hai, Tera har pal intejar karte hai, Jahan mein Jiski na koi missal hai, Tu gulabon mein ek khas gulab hai. ` Har kadam pe aapka ehsaas chahiye, Mujhe aapka saath apne paas chahiye, Khuda bhi ro pade hamari judai se, Aisa ek rista khaas chahiye. ` Muskaan aapke hoton se kahin jaye na, Ansoo aapki palkon pe kabhi aye na, Poora ho aapka har khaab, Aur jo poora na ho wo khaab kabhi aye na. ` Hum tumhe pyaar karte hai itna, Tumko kya pata kitna, Baarish agar hoti hai bahar, Such kaheta hoon, dekhlo paani ki boond hai jitna
Milenge milate rahenge,
Dosti ki yad dilate rahenge, Taj mahal to mahanga padega, Mumtaj banate rahenge. ` Sath chalne ke liye sathi chahiye, Aansu rokne ke liye muskan chahiye, Zinda rehne ke liye zindagi chahiye, Aur zindagi jine ke liye aap chahiya. ` Dil do to kisi ek ko, Aur do to kisi nake ko, Jo samjhe pyaar k matlab ko, Jab tak na mile koi… To try karte raho har ek ko. ` Chand par kali ghata chati to hogi, Sitaro ko muskurahat aati to hogi, Tum lakh chipawo duniya se magar, Akele mein tumhe hamari yaad aati toh hogi… ` Yaad unhe kiya jata hai Jo dil se kabhi bhulaye jate hai, Jo khud dil mein baas gaye ho Unhe bhala ham kya yaad kar sakte hai. ` Wafao mein itna asar ho jaye, Jinhe dhod ti hai nazar woh toh aaye, Ham aajayenge palak jhukne se pehle, Tumne yaad kiya hai ye khabar toh aaye. ` Chale gaye ho dur kuch pal ke liye, Dur rehkar bhi karib ho har pal ke liye, Kaise yaad na aaye aapki ek pal ke liye, Jab dil me ho aap harpal ke liye. ` Khud ko khud ki khabar na lagay, Koi achha bhi is qadar na lagay, Aap ko dekha hai bas us nazar se, Jis nazar se aap ko nazar na lagay. ` Khamoosh raat ke pehloo mein sitarae nahi hotay, In rukhi aankhon mein rangeen nazare nahi hotay, Hum bhi na kartae parwah, Agar aap itnae pyaare na hotay. ` Zubaan hai sirf ek zariya nahi, Jo aap shabdon ko samajh payeinge , Kabhi aankhon mein jhaank kar dekhieya, Hazaroon alfaaz khud ba khud bekhar jayeinge
Aye khat ja unke haathon ko chum le,
Jab voh padhe to unke hothon ko chum le, Khuda na kare voh faad bhi dale, To girte girte unke kadmo ko chumle. ` Na hume aapse sikwa hai, na sikayat hai, Hume to bas aap hi se chahat hai, Koi aa kar keh de aapko mohabbat nahi hai humse, Hum to yahi kahenge aapko jhooth bolne ki adat hai. ` Yado me ham rahe ye ehsaas rakhna Nazro se door sahi par dil ke pass rakhna Ye nahi kahte ki hamesha saath rakhna Door sahi par sada yaad rakhna. ` Apnana bhi nahin sakte hai humein, Phir bhi pyar karte hai humein. Door bhi nahi reh sakte hai humse, Paas bhi nahi lana chahte hai humein. ` Na jane uss par itna yakin kyon hai, Uska khayal bhi itna hasin kyon hai, Suna hai pyar ka dard mitha hota hai to Ankhon se nikla aansu itna namkin kyo hai?
Chaho Aap jise chahat se zyada.
Sapne dekho aap jiske nind se zyada. Mango aap jise mannat se zyada. Khuda kare wo bhi aapko pyar kare apni “SAANSO”se jyada. ` Kisi ki chahat ka tum emtehan na lena, Jo nibha na sako toh wada na dena, Jise tumhare bina jine ki aadat na ho, Usko jyada jine ki dua na dena… ` Har dil ki dhadkan main koi baat hoti hai, Har udas zindagi main kisi ki yaad hoti hai, Tume pata ho ya na ho tumhari, Har khushi ke piche humari duaa hoti hai. ` Jab hamko unse mohabbat thi Unhe hamari mohabbat pe shak tha Jab unhe ehsas hua hamari mohabbat ka Tab hum par kisi aur ka hak tha.. ` Aashiq ne pucha khuda se, Tune duniya ko pyaar ka dushman kyu bana diya? Khuda bola aashiqo ne kaunsa mere saath accha kiya, Unhone ne bhi toh yaar ko khuda bana diya… ` Haste rahen aap hazaron ke beech mein, Jaise haste hein phool baharon ke beech mein, Roshan ho aap duniya mein iss tarah, Jaise hota hai chand sitaron ke beech mein
Ikraar mein shabdon ki ehmiyat nahi hoti,
Dil ke jazbaat ki awaaz nahi hoti, Aankhen bayaan kar deti hain dil ki daastan, Mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti! ` Agar Zindagi mai judai na hoti To kabhi kisi ki yaad aai na hoti Sath hi guzarta her lamha to shayaed Rishton mai yeh gahrai na hoti… ` Kitna bhi chaho na bhol paoge Kitna bhi chaho na bhol paoge Hum se jitna dur jao nazdik pao ge Humein mita sakte ho to mita do yaadein meri, magar.. kya sapno se juda kar pao ge humein… ` Hum tere sath chalenge tu chale na chale, tera har dard sahenge tu kahe ya na kahe, hum chahte hai ki tum sada khush raho, hum chahe rahe ya na rahe… ` Phool bankar muskarana zindagi, muskarake gum bhulana zindagi, jeet kar koi khush ho to kya hua, haar kar khushiya manana bhi zindagi…
Khushi se, dil ko aabad karna
Aur gham ko dil se azad Karna Hamari bus itni gujarish hai ke Hame bhi din mein ek bar yaad karna. ` Khuvabo me aayenge hum sms ki trah. Dil me bus jayege hum rington ki trah. Pyar hamara kbhi kum na hoga balance ki trah. Par tum busy na rehena network ki trah. ` Chahta hoo tujhe pyar du Dost par apni jindagi waar du Jab tera message nahi milta to Dil karta hai tere DIL me goli maar doooo… ` Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta Marne wale ke saath har koi nahi marta Arey… Marne ki baat to door rahi Yahan to zindgi hai phir bhi koi yaad nahi karta ` Jab bhi kanjusi ka oscar ka nomination aayega, Tera naam bhi usme zarur aayega, Agar ye padkar bhi tune reply nahi kiya, To pehla prize bhi tujhe mil jaayega…
Ae Dost Itna To Yaad Kiya Hota,
Ek Pyaar Bhara Paigaam Bhej Diya Hota, Kaise Jeete Hein Teri Yaad Mein, Ek Baar Haal To Pooch Liya Hota ` Aap sei bichar ke maine ansoo bahai Merey ansoo samunder main ghirey Agar aap ko woh aansoo mil jaye to Kasam se hum aapko yaad karna chod dengey ` Har mulakat ko yaad hum karte hai Kabhi chahat kabhi judai ki aah bharte hai Yun to roj tumse sapno mein bat karte hai par Fir se agli mulakat ka intzar karte hai. ` Hum Ne Jab Kabhi Bhi Khushi Mehsoos ki, Har kadam Pe Aap ki Kami Mehsoos ki, Dooor Reh Kar Bhi Aap ki Chahat Kam Na Hui, Yeh Baat Hum Ne Dil Se Mehsoos Ki. Missing u so much ` Itna jaldi daaman chhod diya, Itna jaldi vaada tod diya, Abhi to zindagi ke sansein hai baaki, Aur aapne abhi se yaad karna chhod diya..
Har pathar pe likhu I MISS U,
aur wo har pathar aapko maru, taki aapko ye ehsaas to ho ke aapki yaad kitna dard deti hai.. ` Aapki yaad aaye to dil kya kare, yaad dil se na jaye to dil kya kare, socha tha sapno mein mulaqat hogi, magar neend hi na aaye to hum kya karen.. ` Dur hote huye bhi Dosti ka Rishta nibhate hai aap, Na jane kyun Dil ko lubhate hai aap, Yeh kaisa karishma hai aap ka, Jo hum ko itna yaad aate hai aap… ` Jab kabhi mausam mein khushbu bikhar jae Jab kabhi chandni mein raat nikhar jae Jab kabhi bewajha hi dhadkan machal jae To samjh lena k HUM NE YAAD KIYA HAI ` Ek roz bhari duniya se chala jaoonga guzre huey waqt ki tarha wapas na aaoonga tujhse jo pyar mila hai, us pyar ki kasam tujhe zindagi bhar kabhi na bhulaaonga…
Is sham ki tanhai se,
Dard ki gehrai se, Ye dil kuchh baat kar raha hai, Zara samjho in fizaon ki chubhan ko, Aaj phir tumhe koi yaad kar raha hai ` Hakikat na puchh mere fasane ki Tere jate hi badal gayi hai nazar zamane ki Log puchhte hain main khush nahi Kya karun meri to aadat thi Tere sang muskurane ki ` Pani ka 1 katra aankh se gira abhi, Kya tumne mujhko yaad kiya abhi, Tujhse mile zamana hua magar, yun laga koi mujhse mil k gaya abhi ` Suraj pass ho na ho, Roshni aaspas rehti hai, Chand paas ho na ho, Chandini aaspas rehti hai, Waise hi aap pas ho na ho, aapki Yaadein hamesha paas rehti hai! ` Aap paas raho ya dur, Dil se dil ki aawaz mila sakte hain hum. Na khat ke na telephone ke mohtaz hain, Sirf ek hichki se aapke dil ko hila sakte hain hum…
Kitni jaldi mulaqat guzar jaati hai,
Pyaas bujhti nahin barsat guzar jaati hai. Apni yaadon se keh do is tarah naa aaya kare, Neend aati nahi aur raat guzar jaati hai. ` Hum to sirf aapki baat kiya karte hain, har dhadkan pe aapka naam liya karte hain, aap ho hume apni jaan se bhi pyare, tabhi to waqt bewaqt yaad kiya karte hain… ` Tumse doori ka ehsaas jab satane laga, Tere saath guzra har lamha yaad aane laga, Jab bhi tumhe bhulne ki koshish ki, Ae dost tu dil ke aur paas aane laga. ` Subha ko yaad aayi to miss kiya, dopahar ko yaad aayi to bahut miss kiya, sham ko bhi yaad aayi aur heart ne attack kiya, aur apun ne fauran sms kiya. ` Dil se tera khayal na jaye to kya karun Tu hi bata tu yaad aaye to mein kya karun Hasrat to yeh hai ki ek nazar tujhe dekh lun Magar kismat wo lamhe na laye to mein kya karun…
Barsaat aaye aur zameen geeli na ho,
Dhoop nikley aur sarson peeli na ho, Ye aap ne kaese soch liya ke, Aap ki yaad aaye aur aap ke mobile per, Hamara sms na ho. ` Har insan ki alag pehechan hoti hai Magar hamary msg ki alag shan hoti hai Har kisi ko nahi kartey hum msg Magar jis ko kartey hain uss main hamari jaan hoti hai. ` Ek din jab hum duniya se chale jayenge, Mat sochna aapko bhool jayenge, Bas ek bar aasman ki taraf dekhna, Mere sms sitaro par likhe nazar aenge. ` Nashe se koi devdas ho gaya… To koi paise se kangal ho gaya… To koi pyaar me pagal ho gaya… Mai to aap ko message bhejte bhejte barbad ho gaya… ` Dinse raat hone ko aaai hai Pata nahin ye kaisi judai hai Parwah nahin karte wo apne dost ki Na jane ye kaisi dosti nibhai hai… Masti ko muhabbat me fanaaa koun karega ..?? yeh farz mere sewa adaa koun karee ga …??? Haathoo ki lakiroun ko zaraa dekh najomi…… yeh dekh mere saath wafa koun karee ga????? ` Dilon mein aarzu ke diye jalte rahenge aakhon se aansu nikalte rahenge aap shamaa bankar dil mein roshani toh karo hum to mom bankar pighalte rahenge ` Apni nazar me meri nigaah phir kyon dhoondhte ho.. Apni tanhai me meri kami kyon mehsoos karte ho.. Apne ahsaason me meri chhuuan kyon talashtey ho.. Apne lafzon se aksar yeh faasley kyon taye karte ho ` Mohabato mein jeene wale kush nasib hai. Mohabato mein marne wale bhi ajeeb hai. Azeem hai hamari dastan JAANEMAN, Faaslo par rehte hai phir hi Dil ke qareeb hai. ` Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte, Dil me rehne walo ki baat nahi karte, Hamari to ruh me bus gaye hain aap, Tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte ` Kuch nasha teri baat ka hai Kuch nasha dhimi barsaat ka hai Hum to kabse nashe me dub jaane ko tayyar hai Intezar to sirf aapki mulakat ka hai ` Kitne pyar unhe karte hai..aaj hamein maloom hua Roz intezaar kyun karte hai..aaj hamein maloom hua Na chaah kar bhi dil kyun dukhaay unka Itna kyun aazmaate hai unko..aaj hamein maloom hua ` Mulakat maut ki mehman ban gayi hai Nazar ki duniya veeran ban gayi hai Meri sans bhi ab meri nahi rahi Ye zindagi aapki mohabbat par kurban ho gayi hai ` teri mohabbat pe sakh kar ke.. humne aapne aapko kamzor sabit kya hai… maf karde hume is kahta pe.. aakhir tere judai hi iska karan hai… ` Duriyon ki na parwa kijiye Dil jabhi pukare bula lijiye Hum zyada dur nahi aapse Bus apni aankho ko palko se mila lijiye!! ` Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi, har waqt muskurane ki aadat nahi rahi, ye soch ke ki koi manaane nahi aayega, ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahi… 1-A hypnotist hypnotised the whole audience in the hall with a pendulum. Suddenly the pendulum fell down. He said FUCK. And it took whole day to separate the crowd.
2-Husband suhaagraat ko:-Mein shaadi se pahle bahut auraton ke saath sex kar chuka hoon. Patni sharmaate huye:-Mein itni der se yahi soch rahi thi ki meine aapko kahin dekha hai.
3-Santa apni biwi se sex kar raha tha ki itne men Banta ne darwaja khatkhataaya. Santa ne 5 minute baad darwaaja khola. Banta: Badi der laga di. Santa.Hum chatni koot rahe the. Banta Preeto se:Bhabhi mujhe bhi chatni chata do. Preeto:Meine to bartan dho liya hai Dande par lagi hogi wohi chaat lo.
4-A T-shirt quotation for girl members. S_CK or F_CK
What is missing is just "U".
5-1 ladki ke T-shirt pe car bani hui thi. Ek bachcha use lagaataar dekhe la raha tha. Ladki us bachche ko ghoor kar:Kabhi car nahin dekhi kya? Bachcha:Dekhi par itne bade speed braker nahin dekhe.
6-Saas:Kya baat hai tere bete ki surat mere bete se kyon nahin milti. Bahu:Apne ghar ka pani hi kharaab hai. Aapke bete ki shakal bhi sasurji se kahaan milti hai.
7-Lady after delevery getting stitches by nurse. Serious Bengali husband, peeping through window knocked and said: "Sisster daya kore, puro bandho korben na."
Aaj Phir Teri Yaad Aai Barish Ko Dekh Kar, Dil Pe Zor Na Raha Apni Bebasi Ko Dekh Kar, Roye Is Qadar Mai Ae Dost K Barish Bhe Tham Gaye Meri Barish Ko Dekh Kar .. Ê